Tuesday 6 May 2014

Bewa Aurat se shadi it is very best thing In Urdu



Bewa Aurat se shadi it is very best thing

Today her koi chata ha k uski biwi beautiful ho and Kunwari ho but agar humare samne ko widow I mean bewa aurat ho to phir bewa se Nikah karna wedding karna is very good. But is bat ka khyal bhi rakhe k jis woman se aap shadi karne ja rahe ha us ka husband expire ho chuka ha to us ko is bat ka pain zaroor hoga and jab aap us se Shadi wedding kar chukenge us ke bad ho sakta ha Suhagraat ko hi who aap se is bat ki shart rakh de ke who uske expire Shohar it mean jis ka intiqal ho chuka ha us ke bare me aap se bhi kuch bat chit karegi is par koi ban pabndi na hogi, it is very critical time for you, is time aap ko us Aurat ke mind ko samajh ne ki zarurat ha k some time jis shakhs ke sth zindagi Guzar chuki hue use bhool jana forget karna itna easy nahi hoga.

Win first heart: - Firstly Biwi jo pehle Bewa thi us ka dil aap ko jitna hoga after shadi. Who aap ko dhire dhire hi except karegi as a Shohar. Kuch woman to is bat ka ehsas apne naye shohar ko nahi hone de ti but kuch woman apne jazbat ko control nahi kar pati ha. is reason se aap ko first apni biwi ka dil jeetna hoga us k lye aap ko us ke expire mard ke bare me bhi achchi bate kar ke us k mind ko relax dena hoga.

Some benefits: - Agar aap samajhdari se kam le to Bewa biwi se aap ko some fayde ho sakte ha who ye k ye biwi jiska Husband Intiqal kar chuka tha us shock ki wajah se is aurat me jo aap ki wife bani ha us me sanjidgi paida ho sakti ha. who ek sanjida biwi ban kar aap ko love andpyar kar sakti ha. it is only a opinion not is defiantly right. I mean ye sirf ek Ray ha is ka shaih hona zaroori nahi ha. kai bar mamla is se bhi better ho skata ha or kuch aur bhi.

Our all: - social media par hum high and badi badi bate bhut sunte and karte ha but jab koi social work karne ka time ata ha to phir hum side me ho jate it is wrong. Yes it is very wrong, social and human done rishte se hume Bewa Aurton se Shadi karna chaiye it is good for social and humane I mean Muashre ke lye ye  it is good work.

No comments:

Post a Comment