Monday 3 February 2014

Haiz ki halat me biwi ke sath mubashrat karna sahi ya galat ?



Haiz ki halat me biwi ke sath mubashrat

Condition of Haiz: - Haiz us condition ko kehte ha jis condition me or period aurat ki sharmgah se blood nikalta ha yani jab patni ki yoni se khoon nikalta ha us condition ko urdu me haiz and hidni me mahawari kahajata ha.
Suhagraat ki rat ho or koi aur rat jab bhi sex kya jaye to is bat ka special dhyan rakhe ke biwi haiz se to nahi ha. kunke haiz ki halat me mubashrat karna durust nahi ha. islam bhi iski ijazat nahi deta aur scientific tariqe se dekha jaye to bhi is condition me jima or sambhog karna better nahi ha. because is condition me jo blood nikalta ha us gandgi se miya biwi ke jism par lagne se nuksan hone ke chance rehte ha.
Quran me bhi surat Baqrah me haiz ki condition me woman se alag rahne ka hukam ha  yani is doran sex  na karna chaiye.
Hum khud hi soche ke jab koi woman kisi pan se taklif se guzar rahi ho to is condition me hum kaise use sambhog kar sakte ha mahwari ke period me girls ko women ko kafi taklif se guzarna padta ha is condition me hum unse sex kaise kar sakte ha ?
Ek our point ye ha ke Hiaz me  biwi se sex, sambhog  karna  haiz yani mahawri ki rukawat ka reason bhi bansakta ha.
Insani sahat ke hisab se saf-safai ke hisab se bhi haiz me humbistari, sambhog karna sahi nahi he jabke wife ki sharmgah se blood behta ha.
It is very bad thing. it is very dirty if you like this action. so if you care you and your family be care full.

No comments:

Post a Comment